Wednesday, November 5, 2008

happiness is in u........ ????


aaj fir yu laga khatam h ye zindgi,aaj fir yu laga sare dost h anjane,akhir kyon hota h aisa when u feel that this is the end of life.


''kissi ko pahunchna h manzil tak kissi ko tey karne h raste,per hum to chale ja rahe h bina kissi k sahare


'' kyon h aaj hum itne akele ki dill ke baat bya karni pad rahi h blog ke sahare''

life me bohot kuch paya kabhi manga tab paya kabhi bina chahe paya.............................

jo banna chahte the usse to kabhi kissi ne pucha hi nahi...... bus har kissi ne bataya*

the survival story of a girl started from when she born anded up when she died .she has to sacrifies in aal stages of her life.but now time has changed i don't know about other

as simple as that .......

mai apni condition per life jeeti hu ,life ki condition per nahi..

''kai bar koshish ki ane aap ko samjhne ki ,kai bar koshish ki deemag se sochne ki

lekin na to samjh paye or na to sudhar hi paye is dill ki''
akhir kyon hota h aisa.....
kyo hota h ehsas dukhi hone ka
kyo hota h ehsas dill ke tut jane ka
kyo hota h ehsas ''armano'' ke bikhar jane ka
akhir kyo h majbur hum samaj ke banaye raste per chalne ke liye
kyo h dill me itni dahshat kisi apne ke liye
kyo darta h dill ki kahin dukhi na ho koi apna
akhir kon dega sawalo ka jawab
akhir kyo hu mai aaj itni pareshan jo puch rahi hu apne aap se itne inte sawal........!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

''rahne ko ghar bhi milla jeene ke liye zindgi milli,per na to ghar me rahte h hum .or na to zindgi jeete h hum,,
''sapne to hote hi h dekhne k liye jab sapne dekhna hi chhod diya to
kin armaano ko awaj de,,
''life explain the motive of living
but
what matter how u explain the motive of ,how u r living,,

THAT'S THE WAY U SHOULD LiVE A LIFE MAY B I AM WRONG
BUT
NOT ALWAYS..............!

1 comment:

Unknown said...

hiiiiiii ur thinking is superb yaar i m a big fan of urs